Saturday, 11 August 2012

mujh main basi khoshbu be us ki ha

jisy ye zindagi be us ki ha

ho na ho ye hansi be us ki ha

ab to ye khwab be nahi mery..

ab to ye neend be us ki ha

ya to koi  kami ha mujh ma

ya phir mujh ma kami us ki ha....